Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kaisa Insaf Tera Sab Kuch Luta
|
Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji | ||||
Satta Bazaar (1959) | Indeevar | ||||||
ja raha hai jane ho ab ab kya humara jayega
hum rahe nakam to iljam tujh par aayega
kaisa insaf tera sab kuch luta hai mera
duniya ke malik bata tu kaha hai
duniya ke malik bata tu kaha hai
kaisa insaf tera sab kuch luta hai mera
duniya ke malik bata tu kaha hai
duniya ke malik bata tu kaha hai
aankhe hai teri ye suraj ye chanda
sab kuch tu dekhe kya karta hai banda
aankhe hai teri ye suraj ye chanda
sab kuch tu dekhe kya karta hai banda
tere sahare gangan chal raha hai
tere hi dam se pwan chal raha hai
chlne ko ek kadam tadpe kyu mera sanam
mera tu malik bata tu kaha hai
duniya ke malik bata tu kaha hai
tune slakho ki bigdi banai
mere liye teri kaisi bhalai
tune slakho ki bigdi banai
mere liye teri kaisi bhalai
teri duhayi o duniya ke malik
kya tere dar se main jau khali
ban jaye baat meri rah jaye shan teri
duniya ke malik bata tu kaha hai
duniya ke malik bata tu kaha hai
kaisa insaf tera sab kuch luta hai mera
duniya ke malik bata tu kaha hai
duniya ke malik bata tu kaha hai
duniya ke malik bata tu kaha hai
duniya ke malik bata tu kaha hai