Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kai Aise Bhi Ansu Hai Jo Aankho Me Nahi Aate
|
Lata Mangeshkar | Khayyam | ||||
Gul Sanovar (1953) | Kaif Irfani | Sad Songs | |||||
kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate

bahut se raz aise jo samjhaye nahi jate
kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate
kayi dil tut jate to sada tak bhi nahi aate

hazaro dard aise hai kasak jinki nahi jati
kasak jinki nahi jati
bahut se jakham aise hai jo dikhlaye nahi jate
bahut se raz aise jo samhjaye nahi jate
kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate
koi mahfil ho dunia ki wahi hai dil ki tanhai

na jane yad kya aaya hamari aankh bhar aayi

ye kaise geet hai ae dil jo gaye bhi nahi jate