The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Kahta Hai Dil Mastana
0
Kishore Kumar Shankar Jaikishan
Aankh Micholi (1972) Rajinder Krishan
Lyrics of Kahta Hai Dil Mastana - कहता है दिल मस्ताना

kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
pyar ke sahare do jahan se age chhota sa banale ashaina
kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
are pyar ke sahare do jahan se age chhotasa banale ashiyana
kehta hai dil mastana

dil me jo pyar na basaya to jeene ka maza kya aya
dil me jo pyar na basaya to jeene ka maza kya aya
zindagi wani hai chhotisi kahani hai ye rut ani jani ani jani hai
kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
are pyar ke sahare do jahaan se age chhotasa banale ashiyana
kehta hai dil mastana

preet ke jo har na piroye to anmol din yuhi khoye
preet ke jo har na piroye to anmol din yuhi khoye
ghari tal jayegi jawani dhal jayegi to kali arjoo ki jal jayegi
kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
are pyar ke shahare do jahan se age chhotasa banale ashiyana
kehta hai dil mastana

duniya me jab ham aye to pyar bhara dil sath laye
duniya me jab ham aye to pyar bhara dil sath laye
bagh ye bahar se hai zindagi pyar se hai
dil ko wasta to bas yar se hai