Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kahni Hain Tumse Do Baate Kahunga Magar Kano Me
|
Shailendra Singh, Lata Mangeshkar | Anu Malik | Poonam Dhillon, Raj Babbar | |||
Aapas Ki Baat (1982) | Dayanath Pandey | Romantic Songs | |||||
kahni hai tumse do bate kahunga magar kano me
wo tum kahna nahi kisi se apne ya begano me
kano me kyu kahna koi chor hai kya
surat pe khone wale andar se
kuch aur hai kya tu mai hai kahte raho
bat hwaye nur ki hai abhi tujhe malum nahi
teri tarha se har koi hai janeman masum nahi
kaun si bat pehle kahu jine ki ya hansin khwab ki
hai bat sidhi si humpe maro ye tasali ha kya aapki
pas aao to phir hum bataye dhadkano ki do bate sunaye
kahni hai tumse do bate kahunga magar kano me
wo tum kahna nahi kisi se apne ya begano me
kano me kyu kahna koi chor hai kya
surat pe khone wale andar se
kuch aur hai kya tu meri hai kahte raho
dil ki bat hai kahna mushkil khwab ki hi dasta
itna pyara khwabo aur sapna bhule se bhi bhul na paye
ek pari dekhi maine utarte taro ki rah se dhire dhire
aankho mein thi chamak nilam ki
anguthi me hire ke nagino si hath se usne tasvir banti
hubahu sakal surat tumhari usne pehna ye phir tum kahoge
ho gaye hoge pal bhar me jogi usne chaha hoga jab bhi jana
rah banke wahi roki hogi
are tune ye sab kaise jana hath ab na gira de aana
ab kahoge yahi hai anguthi bat dil par magar hai ye ruthi
tum to jhute ho ek numbari na tha koi sapna na koi pari
tum chale the huhi ko bnane dekh ke mast mausam suhane
kahni hai tumse do bate kahunga magar kano me
wo tum kahna nahi kisi se apne ya begano me
kano me kyu kahna koi chor hai kya
surat pe khone wale andar se kuch aur hai kya