Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kahi Se Koi Rashta Mil Gaya
|
Asha Bhosle | Kalyanji Anandji | ||||
Bhoola Bhatka (1976) | Anand Bakshi | ||||||
gazab ho gaya azab ho gaya
ye ruswaio ka sabab ho gaya
kahi se koi kahi se koi rashta mil gaya
kahi se koi rashta mil gaya
use mere ghar ka pata mil gaya
pata mil gaya kahi se koi rashta mil gaya
use mere ghar ka pata mil gaya
pata mil gaya kahi se koi rashta mil gaya
pasina mujhe aa gaya sharam se
na pucho jo is dil ki halat hui
na pucho jo is dil ki halat hui
kayamat se pahle kayamat hui
kayamat se pahle kayamat hui
kisi gair ke ajnabi nam ka
kisi gair ke ajnabi nam ka
mere nam ka silsila mil gaya
kahi se koi rashta mil gaya
kahi se koi rashta mil gaya
use mere ghar ka pata mil gaya
pata mil gaya kahi se koi rashta mil gaya
ye parda mere kal aaya nahi
kaha hu kidhar hu na wo jan le
kaha hu kidhar hu na wo jan le
kahi meri surat na pahchan le
kahi meri surat na pahchan le
bujha kar shama chup gayi mai magar
bujha kar shama chup gayi mai magar
kahi se use ek diya mil gaya
pata mil gaya kahi se koi rashta mil gaya
kahi se koi rashta mil gaya
use mere ghar ka pata mil gaya