Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kahe Ko Byaahi Vides Ho
|
Suman Kalyanpur, Shyama Hemadi | S N Tripathi | ||||
Nadir Shah (1968) | Amir Khusro | ||||||
haye angana bhaya videsh ho
le babul ghar aapna ham chale piya ke desh
kaha ko byahi videsh ho rakhi babul more
kaha ko byahi videsh ho
hum to babul tohre angana ki chidiya
chug chug pag more jaye re
hum to babul tori mati ki gudiya
jigar hake hak jaye re
sun babul more kahe ko byahi videsh
rakhi babul more kaha ko byahi videsh ho
jholi bhar maine gudiya chodi
choda sathan sath re
bhaiya ko dena bahan ka bahne
hamko videshwa hath re
sun babul more kahe ko byahi videsh
rakhi babul more kaha ko byahi videsh ho
jug jug jiwe bhaiya more yahi meri ardas re
desh videsh bhatak more babul
fer milan ki aas re
sun babul more kahe ko byahi videsh
rakhi babul more kaha ko byahi videsh ho