Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kahe Apno Ke Kaam Nahi
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman | Randhir Kapoor | |||
Raampur Ka Lakshman (1972) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
kahe apno ke kam nahi aaye tu
kahte hai sabki bigdi ram banaye tu, he ram
kahe apno ke kam nahi aaye tu
kahte hai sabki bigdi ram banaye tu, he ram
tu hai mujhi me to fir sunle
dukh ki pukar mer manwa se
is dunia me koi na mera
mohe uthale aisi dunia se
jiya nahi jaye ab he ram
jiya nahi jaye ab he ram
kahe apno ke kam nahi aaye tu
kahte hai sabki bigdi ram banaye tu, he ram
pyar to tera sach hai bhagwan
khud ko sujhai nahi deta re
kabhi koi apna hota hai pas hi
fir bhi dikhai nahi deta re
dosh hai apna tu badnam
dosh hai apna tu badnam
kon kahe apno ke kam nahi aaye tu
kahte hai sabki bigdi ram banaye tu, he ram