Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kaha Se Aayi Hai
|
Asha Bhosle, S Balbir | Lachhiram Tamar | ||||
Ameer (1954) | Uddhav Kumar | ||||||
kahan se aayi
kahan se aayi hai
najro me lakho ki kuch baate
kya layi kya le jayegi
bol samne aake
kya layi kya le jayegi
bol samne aake
ho tu bol samne aake
layi hu main husn jawani
ulfat ki rangin kahani
layi hu main husn jawani
ulfat ki rangin kahani
le jaungi pyar chura ke
bol samne aake
ho tu bol samne aake
ye husn hai fani mast jawani do din ki
ulfat ki rangin kahani do din ki
dekh le dil ki aankho se
tu parda jara utha ke
parda jara utha ke
dekh le dil ki aankho se
tu parda jara utha ke
parda jara utha ke
ho tu bol samne aake
do din hai to hans lo gaa lo
dushman ko dildar bana lo
do din hai to hans lo gaa lo
dushman ko dildar bana lo
nagan si julfe bikhra ke
bol samne aake
ho tu bol samne aake
hansna gaana dil ka lagana khel nahi
dard ki duniya me muskana khel nahi
jeena ho to jeene wale
jeena nama kamake
jeena nama kamake
jeena ho to jeene wale
jeena nama kamake
jeena nama kamake
ho tu bol samne aake
kya layi kya le jayegi
bol samne aake
ho tu bol samne aake