Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kaha Hai Kisi Ne Bachke
|
Master Sonik, Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram | ||||
Stage (1951) | Sarshar Sailani | ||||||
kahan kisi ne bachke hamesha hamesha bchke mod pe chliye
ho bachke bachke chalna bachke chlna
mere sarkaar ke ye gunde hai ke ye gunde hai
in diwano se hoshiyar ke ye gunde hai ke ye gunde hai
hamane is shahar ke andaj nirale dekhe
hamane is shahar ke andaj nirale dekhe
har kadam par yahan dil lutane vale dekhe
har kadam par yahan dil lutane vale dekhe
lut na jana ke sare bajar ke ye gunde hai ke ye gunde hai
bachke chalna mere sarkar ke ye gunde hai ke ye gunde hai
ghar se hum aaye the bijnes koi karne ke liye
ghar se hum aaye the bijnes koi karne ke liye
hum hai bechain kisi shokh pe marne ke liye
hum hai bechain kisi shokh pe marne ke liye
bik na jaye kahi har bar ke ye gunde hai ke ye gunde hai
bachke chalna mere sarkar ke ye gunde hai ke ye gunde hai
hamko rah rah ke hansi aati hai in ladko par
hamko rah rah ke hansi aati hai in ladko par
phirte hai ishk ladane ke liye sadko par
phirte hai ishk ladane ke liye sadko par
aise ladko se khabardar ke ye gunde hai ke ye gunde hai
bachke chalna mere sarkar ke ye gunde hai ke ye gunde hai