Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kah Rahe Hai Ye Ansu
|
Lata Mangeshkar | R D Burman | ||||
Jheel Ke Us Paar (1973) | Anand Bakshi | ||||||
kah rahe hai ye aansu barsate huye
kah rahe hai ye aansu barsate huye
unche unche mekano me baste huye
ek garib andhi ladki pe haste huye
aapko sharm aati nahi
kah rahe hai ye aansu barsate huye
unche unche makano me baste huye
ek garib andhi ladki pe haste huye
aapko sharm aati nahi
kya hua mai agar khubsurat nahi
mai bhi insan hu mitti ki murat nahi
kya hua mai agar khubsurat nahi
mai bhi insan hu mitti ki murat nahi
aapki mai bahan beti hoti agar
aap pe kya gujarti mai roti agar
ho meri surat pe tane yu kaste huye
aapko sharm aati nahi
kah rahe hai ye aansu barsate huye
unche unche makano me baste huye
ek garib andhi ladki pe haste huye
aapko sharm aati nahi
kimti motar jagmgate livaj
mehangi chije hai sab aap logo ke pass
kimti motar jagmgate livaj
mehangi chije hai sab aap logo ke pass
kis liye tum bhala fir khuda se daro
badnasibo ki par baddua se daro
ho meri majburiyo pe yu haste huye
aapko sharm aati nahi
kah rahe hai ye aansu barsate huye
unche unche makano me baste huye
ek garib andhi ladki pe haste huye
aapko sharm aati nahi