Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kadam Bahke Bahke Jiya Dhadak Dhadak Jaye
|
Lata Mangeshkar | Madan Mohan | ||||
Bank manager (1959) | Indeevar | Dance Songs | |||||
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
pyar teri duniya me hum bhi chale aaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
pyar teri duniya me hum bhi chale aaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
usne kaha halchal dil me macha di
nazaro hi nazaro me duniya dikha di
usne kaha halchal dil me macha di
nazaro hi nazaro me duniya dikha di
aankho ne aankh or dil ne dil milaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
pyar teri duniya me hum bhi chale aaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
hatho me dil le ke paas koi aaya
laaj lagi mujhko jaise muskuraya
hatho me dil le ke paas koi aaya
laaj lagi mujhko jaise muskuraya
saans ruki jaye meri nazar jhuki jaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
naya naya koi jadu sa kar gaya hai
duniya ki khushiya daman me bhar gaya hai
naya naya koi jadu sa kar gaya hai
duniya ki khushiya daman me bhar gaya hai
dil ko sambhalo ye udda udda jaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye
pyar teri duniya me hum bhi chale aaye
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye