Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kachchi Kali Gulaab Ki Aise Na Todiye
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | Vinod Khanna, Tina Munim | |||
Khuda Kasam (1981) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
yahan to koi lut gaya janab ke liye
yahan to koi lut gaya janab ke liye
aur aap hai ke yun nazar bachake chal diye
bhali nahi yeh berukhi bura hai yeh gurur
jawan hoke bachpana na kijiye huzur
kachchi kali gulab ki kachchi kali gulaab ki
kachchi kali gulab ki aise na todiye
todiye aise na todiye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
kachchi kali gulab ki aise na todiye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
abhi toh mere nanhe se dil ko tumse mila hai pehla sahara
abhi toh mere nanhe se dil ko tumse mila hai pehla sahara
aur abhi se saiyan ji tum to aur abhi se saiyan ji tum to
karne lage ho mujhse kinara
dekho idhar dalo najar jane jigar aisa bhi kya
pehle hi pehle mod pe muh ko na modiye
modiye muh ko na modiye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
main ik bechari aafat ki mari sath naveli itna toh socho
main ik bechari aafat ki mari sath naveli itna toh socho
mausam deewana ulta zamana mausam deewana
ulta zamana marke akeli itna toh socho
kuchh ho gaya mujhko to phir dekho balam pachhataoge
aisa na ho ki baad mein phir hath jodiye jodiye hath jodiye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
kachchi kali gulab ki aise na todiye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye
yun mera hath thamke mujhko na chhod iye