Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Ye Haath Hai Hamsafar Bhi
|
Anuradha Paudwal | R D Burman | ||||
Inaam Dus Hazaar (1987) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
kabhi yeh haath hain hamsafar bhi kho jaate bhi hai saath chalke
kabhi mud jaate hai iss tarah se rakh dete hai duniya badalke

duniya badalti hai to na puchho hota hai kya mere dil
jaaye jidhar bhi wahin pe achanak milta hai koyi kaatil

aaya jo bhi ghere mein inke nahi jaata yahaan se nikalke
kabhi mud jaate hai iss tarah se rakh dete hai duniya badalke
chaaron taraf hai maut ka pehra band hai sab raahein
banke chhuri gardan pe girengi badhti huyi baahein

itne berehem hai ke tauba maar daale gale milte milte