Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Unke Milan Ke Ashaa Ne
|
Swati Natekar | Muzaffar Ali | ||||
Paigham E Mohabbat (2000) | Ibn-E-Insha | Ghazals | |||||
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne
ek jyot jaga di thi man me
ab man ka ujala sambha aaya
fir sham hai man ke aangan me
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne
chalo ishwar ke paas chale
baithe sine geet manohar prem bhare
jinhe sun le to man ke masus bhare
kabhi gopiyo gokul ke man me
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne
ye chhail chhabila kaun fire
is mathura ki nagri me sakhiyo
ye chhail chhabila kaun fire
is mathura ki nagri me sakhiyo
sabhi baate apne shyam me thi
ab dekh lo apne man mohan me
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne
sabhi bol madhur sabhi nain sajan
kin galiyo me tum hame le aaye
sabhi bol madhur sabhi nain sajan
kin galiyo me tum hame le aaye
is man ko naa logo dhadkaao
ye man hai kisi ke bandhan me
ye man hai kisi ke bandhan me
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne
us husn ke naam pe yaad aaye
sab manjar fej ki najmo ke
us husn ke naam pe yaad aaye
sab manjar fej ki najmo ke
wahi range heena wahi bande kavaan
wahi range heena wahi bande kavaan
wahi phul khile pairahan me
wahi phul khile pairahan me
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi meer fakir ki batiyo se
kabhi gajlo se inshan sahib ki
kabhi meer fakir ki batiyo se
kabhi gajlo se inshan sahib ki
is birh ki beakl raato me
is birh ki beakl raato me
ham jyot jalate hai man me
ham jyot jalate hai man me
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne
ek jyot jaga di thi man me
ab man ka ujala sambha aaya
fir sham hai man ke aangan me
kabhi unke milan ki aasha ne
kabhi unke milan ki aasha ne