Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi To Rooth Ja Manane Ka Mauka De
|
Shaan | Anand Raj Anand | ||||
Padmashree Laloo Prasad Yadav (2005) | Anand Raj Anand | ||||||
kabhi to ruth ja
manane ka mauka de
bin bulaye aa
aur mujhko chauka de
mai jab bolu aati hai
jab bolu jati hai
ek din to pyar me yaar mujhko dhokha de
hey kabhi to ruth ja
manane ka mauka de
roj tu milti hai
ek din to letter likh bhejde postman ko
phone mai jab karu
ek din to janejaan ingej rakh phone ko
are sun na, roj tu milti hai
ek din letter likh bejh postman ko
phon mai jab karu
ek din to janejaan angej rakh phone ko
mai jo bhi chahu karti hai
jo bhi bolu sunati hai
ek din to inkar karke
mujhko thadpa de
o meri ja
kabhi to ruth ja
manane ka mauka de
haye bin bulaye aa
aur mujhko chauka de
hey hey
mai koi chiz lau jo tujhe pasand ho
jhth se napasnd kar de
khidki pe tujhko pukaru jo ishare se
khidki tu band kar de
hey mai koi chiz lau jo tujhe pasand ho
jhth se napasnd kar de
khidki pe tujhko pukaru jo ishare se
khidki tu band kar de
kyu bekarar rahti hai
intzaar karti hai
ek din to jor ka
mere dil ko jhatka de
hey kabhi to ruth ja
manane ka mauka de
mauka de bin bulaye aa
aur mujhko chauka de
mai jab bolu aati hai
jab bolu jati hai
ek din to pyar me yaar mujhko dhokha de
kabhi to ruth ja
manane ka mauka de
de na
bin bulaye aa aur mujhko chauka