Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Raste Me
|
Suraiya | Hansraj Behl | ||||
Moti Mahal (1952) | Prem Dhawan | Masti Bhare Geet | |||||
kabhi na bigde kisi ki moter raste me
kabhi na bigde kisi ki moter raste me
khade raho bas bebas hokar raste me
kabhi na bigde kisi ki moter raste me
kapde ho maile, munh kala kala
ho wo suraiya ya madhubala
aa ho
ho wo suraiya ya madhubala
bade bade bhi ban jaya karte hai joker raste me
bade bade bhi ban jaya karte hai joker raste me
kabhi na bigde kisi ki moter raste me
baar baar handle ko ghumaya
dhakke de de sar chakraya
dhakke de de sar chakraya
nikal gaya hai apna to haye re kachumar raste me
nikal gaya hai apna to haye re kachumar raste me
kabhi na bigde kisi ki moter raste me
tel pilaya dala pani
par jalim ne ek na mani
par jalim ne ek na mani
yaad aati hai humko nani ab ro ro kar raste me
yaad aati hai humko nani ab ro ro kar raste me
kabhi na bigde kisi ki moter raste me
sach kahti hai duniya sari
chalti ka hi nam hai gadi
chalti ka hi nam hai gadi
moter bhi chakda hai jab ho jaye panchar raste me
moter bhi chakda hai jab ho jaye panchar raste me
kabhi na bigde kisi ki moter raste me
khade raho bas bebas hokar raste me
kabhi na bigde kisi ki moter raste me