Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Laya Jhumke Na
|
C Ramchandra, Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra | ||||
Hum Diwane (1965) | Anand Bakshi | ||||||
kabhi laya jhumke na laya chunariya
kabhi laya jhumke na laya chunariya
sirf pyar ka me karu kya sanwriya
sirf pyar ka me karu kya sanwriya
bhala kya hai jhumke to kya hai chunariya
bhala kya hai jhumke to kya hai chunariya
tere naam likh di hai maine umariya
tere naam likh di hai maine umariya
nikalti hai ban than ke har ek saheli
khadi rahti hu mai hi ghar me akeli
nikalti hai ban than ke har ek saheli
khadi rahti hu mai hi ghar me akeli
mujhe tana deti hai sari nagariya
mujhe tana deti hai sari nagariya
sirf pyar ka me karu kya sanwriya
sirf pyar ka me karu kya sanwriya
bata kya karegi pehan ke tu jhumke
teri chal me to hai vaise hi thumke
bata kya karegi pehan ke tu jhumke
teri chal me to hai vaise hi thumke
meri jaan tu to hai yu hi bijuriya
meri jaan tu to hai yu hi bijuriya
tere naam likh di hai maine umariya
tere naam likh di hai maine umariya
suru me kiya tune har ek vada
har ek vada kiya tune har ek vada
magar pyar hote hi badla irada
badla irada tera badla irada
jiya le ke li na kabhi fir khabariya
jiya le ke li na kabhi fir khabariya
sirf pyar ka me karu kya sanwriya
sirf pyar ka me karu kya sanwriya
teri mang apni mohabbat se bhar du
mohabbat se bhar du mohabbat se bhar du
tere aaj sare gile dur kar du
gile dur kar du gile dur kar du
jara muskurake mila to najariya
jara muskurake mila to najariya
tere naam likh di hai maine umariya
tere naam likh di hai maine umariya