Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Khul Ke Mile, Kabhi Milke Khule
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Bappi Lahiri | Mithun Chakraborty | |||
Mera Yaar Mera Dushman (1987) | Gulshan Bawra | Dance Songs | |||||
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
chahe jale sara jaha
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
chahe jale sara jahan
ho tune kal jo kahi aaj fir se wahi
ho tune kal jo kahi aaj fir se wahi
irada hai o jane ja
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
chahe jale sara jaha
sunle tu dil ki ye dhadkan kya kahti hai
baat meri man le
dhadkan ka matlab mai kab se samjhati hu
ye bhi tu jan le
sunle tu dil ki ye dhadkan kya kahti hai
baat meri man le
dhadkan ka matlab mai kab se samjhati hu
ye bhi tu jan le
jane hai to kyu hai tera mera fasla
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
chahe jale sara jaha
ho tune kal jo kahi aaj fir se wahi
kya irada hai o jane ja
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
chahe jale sara jaha
mausam me bhi pyar hai uspe ye tanhayi
fir kaisa sochna
jab pahle angan me bajegi sahnayi
tab waisa sochna
mausam bhi pyar hai uspe ye tanhayi
fir kaisa sochna
jab pahle angan me bajegi sahnayi
tab waisa sochna jane bhi de rahne bhi de
dil na jala
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
chahe jale sara jaha
ho tune kal jo kahi aaj fir se wahi
ho tune kal jo kahi aaj fir se wahi
dil ka ye kya irada hai o jane ja
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
kabhi khul ke mile kabhi milke khule
chahe jale sara jaha