Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Inkar Karte Ho Kabhi Ikrar Karte Ho
|
Mukesh Chand Mathur | Ravi | ||||
Modern Girl (1961) | Rajinder Krishan | ||||||
kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho
to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho

ye bahki chal kahti hai najar takra gayi hogi

mohabbat ki ghata lahrake dil pe cha gayi hogi
nighae jhuk gayi hongi kayamat aa gayi hogi
kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho
to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho
kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho
ye aankhe kah rahi hai jagne ki unko aadt hai

kaho wo kaun hai jiske tasbur pe mohabbat hai
kabhi to hamse khul jao hame tumse mohabbat hai
kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho
to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho
kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho
machalti hai hasi hotho pe tum kaise chupaoge

ye utni hi bikharti hai ise jitna dabaoge
mohabbat ek tufan hai ise tum kya jataoge