Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Hotho Se Mujhe Bhi Laga Le Bansuri Banaike
|
Suman Kalyanpur | Kalyanji Anandji | ||||
Geet (1970) | Prem Dhawan | Masti Bhare Geet | |||||
kya hai is bansuriya me jo mujhme nahi sawariya
kabhi hotho se mujhe bhi laga le
bansuri banaike ho bansuri banaike
bansuri banaike ho bansuri banaike mai to gau
ho mai to gau tere geet mere mit sare jag ko bhulaike
kabhi hotho se mujhe bhi laga le
bansuri banaike ho bansuri banaike
bansuri banaike ho bansuri banaike
tore sang neha laga tore rang nachi
tore sang neha laga tore rang nachi
ban ban dware dware firu mai mati
tujhme hi tujhme hi sama gayi mai tere pas aaike
kabhi hotho se mujhe bhi laga le
bansuri banaike ho bansuri banaike
bansuri banaike ho bansuri banaike
sara jug jan gaya radha bhai sham ki
sara jug jan gaya radha bhai sham ki
chede tera nam leke sakhiya sari gaav ki
ho saiya tune saiya tune sudh na li bawri banaike
kabhi hotho se mujhe bhi laga le
bansuri banaike ho bansuri banaike
bansuri banaike ho bansuri banaike