Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Hontho Se Mujhe Bhi Laga Le Basuri Banai Ke
|
Suman Kalyanpur | Kalyanji Anandji | Mala Sinha | |||
Geet (1970) | Prem Dhawan | Dance Songs, Ched Chad Songs | |||||
kya hai iss bansuriya me jo mujhme nahi sanvariya
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
mai toh, mai toh gau tere git mere mit
sare jag ko bhulai ke
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
tore sang neha laga tore rang rati
tore sang neha laga tore rang rati
ban ban dware dware phiru madmati
tujhme hi
tujhme hi sama gayi mai tere pas aayi ke
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
sara jag jan gaya radha bhai shyam ki
sara jag jan gaya radha bhai shyam ki
chhede tera naam leke sakhiya sare ganv ki
ho chhaliya tune
chhaliya tune sudh na lini bavari banayi ke
kabhi hontho se mujhe bhi laga le
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke
bansuri banayi ke ho bansuri banayi ke