Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Hansi Aur Kabhi Reham Aata Hai Tere Hal Pe
|
Asha Bhosle | R D Burman | Randhir Kapoor, Neetu Singh | |||
Bhala Manas (1979) | Gulshan Bawra | Romantic Songs | |||||
kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe

made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe

asli pe nakli ka parda kya daala hai saale
jhuti chamak mein aur koyi honge fas jaanewaale

rang yeh tu dikhaana kisi aur ko
main toh pyaar se ek tamaacha dungi tere gaal pe
kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe
made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe
desh hai abb aajaad hamaara mili hamein aajaadi
abb ham apni marji se hi karenge apni shaadi

naariya abb kisi baat mein kam nahi
ho ho aise nachwaayengi mardo ko table ki taal pe