Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kabhi Ajnabi The Zameen Aasman
|
Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar | Vijay Singh | ||||
Kabhi Ajnabi The (1985) | Dev Kohli | Romantic Songs | |||||
kabhi ajnabi the zami aasma ye
tera hath thama jo huye meharba ye
kabhi ajnabi the zami aasma ye
tera hath thama jo huye meharba ye
kabhi ajnabi the
barsat ye pyar ki na rukegi
ab to ghata aur niche jhukegi
barsat ye pyar ki na rukegi
ab to ghata aur niche jhukegi
barso ki pyasi ye dil ki zami hai
chal bhig jaye jannat yahi hai
kabhi ajnabi the zami aasma ye
tera hath thama jo huye meharba ye
kabhi ajnabi the
takdir ke faisle kaise kaise
shuru ho gaye silsile kaise kaise
takdir ke faisle kaise kaise
shuru ho gaye silsile kaise kaise
aayi bahare aane se tere
khile gul hajaro gulshan me mere
kabhi ajnabi the zami aasma ye
tera hath thama jo huye meharba ye
kabhi ajnabi the
sajan mere hath thame hi chalna
rasta naya har kadam pe sambhalna
sajan mere hath thame hi chalna
rasta naya har kadam pe sambhalna
thokar lage to bhi kuch gam nahi hai
sarth jo mere tu humnashi hai
kabhi ajnabi the zami aasma ye
tera hath thama jo huye meharba ye
kabhi ajnabi the zami aasma ye
tera hath thama jo huye meharba ye