Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kab Aag Mohabbat Ki Bhujaye Se
|
Naushad | |||||
Geet (1944) | |||||||
kab aag mohabbat ki bhujaye se bhuji hai
kyu ishq ki va ki lagan
dil me jagi hai
ha ha dil me jagi hai
bharat hai jism
sabki taraf dekh rahi hai
ha desh gatgir se
sarik hai jana
gham seer ye duniya hai
yaha dil na lagana
tum dil na lagana
tum chaho to bigdi hui taqdeer badal jaye
majhdar me uljhi hui kasti bhi nikal jaye
sach ye hai ke
is desh ki har kom sambhal jaye
inshaf utha du to
badal jaye jamana
gham seer ye duniya hai
yaha dil na lagana
tum dil na lagana
tum desh ki raksha ke liye kya na karoge
apno ko bachana hai to
dushman se ladoge
ek baat kahu tumse
meri baat sunoge
rakha hai kadam aaj to
piche na hatana
gham seer ye duniya hai
yaha dil na lagana
tum dil na lagana
rakha hai kadam aaj to
piche na hatana
gham seer ye duniya hai
yaha dil me jagana
tum dil me jagana
bedard jamana hai are bedard jamana
dhokhe ki duniya hai
yaha dil na lagana
tum dil na lagana
dhokhe ki duniya hai
yaha dil na lagana
tum dil na lagana
lyrics typed by : pinky thukur