Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jungle Me Mangal Hoga
|
Aarti Ankalikar, Sadhna Ghanekar, Sharmila, Vandana Datar, Durga Jasraj | Shaarang Dev | ||||
Raja Rani Ko Chahiye Pasina (1978) | Vasant Dev | ||||||
dhisu dhisu dhisu ye phantam
ye phantam jara inke dhisum se bachna
lag jaye gutan pe to ghar pe na kahna
ye baat samajhne ki hai yaaro
samajhne ki hai
aankh na dekhe na kaan sune
tab man se bhor gunne ki hai
man se gunoge to jungle me mangal
bhuje ke kaano me sone ka kundal
man se gunoge to jungle me mangal
bhuje ke kaano me sone ka kundal
jungle me mangal jungle me mangal
jungle me mangal hoga
man se gunoge to jungle me mangal
bhuje ke kaano me sone ka kundal
jungle me mangal jungle me mangal
jungle me mangal hoga
nange paanv me jaridar juti
nange paanv me jaridar juti
pagdi pe kalgi jo suraj ko chhuti
pagdi pe kalgi jo suraj ko chhuti
hath me iti se lakdi hai wo bhi
hath me iti se lakdi hai wo bhi
latki kamar se talvar wo ban jayegi yaaro
man se gunoge to jungle me mangal
bhuje ke kaano me sone ka kundal
jungle me mangal jungle me mangal
jungle me mangal hoga
chehre bhale hi safachat rahenge
safachat rahenge safachat rahenge
chehre bhale hi safachat rahenge
munchho ke guchhe achanak ugenge
munchho ke guchhe achanak ugenge
phul ho kagaj ka phir bhi hansega
phul ho kagaj ka phir bhi hansega
nar ke hrday me narayan basega
nar ke hrday me narayan basega
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram
aisi ye baat na kahne na sunne ki hai
samajhne ki hai yaaro
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram
jai siya ram bhai jai jai ram