Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jogiya Jogiya Kaha Jane Laga Hai Muh Fer Ke
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | ||||
Khota Paisa (1958) | Rajindra Krishan | Romantic Songs | |||||
jogiya jogiya jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke
hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya
kaha jane laga hai muh fer ke hum hai tere diwane badi
der ke jogiya jogiya
kadar na jani tune kabhi mere pyar ki
kadar na jani tune kabhi mere pyar ki khabar na puchi kabhi
dile bekarar ki pyar ki khabar na puchi kabhi
dile bekarar ki kyu ho gaya bewafa haye
jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke
hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya
jog ye kahe liya preet meri chhod ke
jog ye kahe liya preet meri chhod ke
zulm kiya re tune dil mera tod ke
zulm kiya re tune dil mera tod ke kaisa ye ber liya
jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke
hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya
jag ke nazaro ko bhi tera intazar hai
jag ke nazaro ko bhi tera intazar hai
meri baharo ko bhi tera intazar hai
meri baharo ko bhi tera intazar hai lot bhi aa beriya
haye jogiya jogiya kaha jane laga hai muh fer ke
hum hai tere diwane badi der ke jogiya jogiya