Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Tamana Dil Me Thi
|
Lata Mangeshkar | Govind Ram | Nalini Jaywant, Ashok Kumar | |||
Jal Pari (1952) | Sad Songs | ||||||
jo tamanna dil me thi barbad ho kar rah gayi
jindagi mere liye nashad hokar rah gayi
barbad hui dil ki dunia ulfat ke sahare chut gaye
barbad hui dil ki dunia ulfat ke sahare chut gaye
hum jinke sahare jite the hum jinke sahare jite the
afsos wo hamse ruth gaye barbad hui dil ki dunia
ulfat ke sahare chut gaye
samjha tha jinhe apna hamne ummid wafa ki thi jinse
samjha tha jinhe apna hamne ummid wafa ki thi jinse
manjil pe pahuchne se pahle haye wo hamse chut gaye
barbad hui dil ki dunia ulfat ke sahare chut gaye
aankho me samaaye jo aake jine ka sahara tha jinse
aankho me shamaye jo aake jine ka sahara tha jinse
kismat ki zara si thokar se wo sare sapne tut gaye
hum jinke sahare jite the hum jinke sahare jite the
afsos wo hamse ruth gaye barbad hui dil ki dunia
ulfat ke sahare chut gaye