Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Raat Ko Jaldi Soye Aur Subah Ko Jaldi Jaage
|
Pushpa Pagdhare | O P Nayyar | ||||
Bin Maa Ke Bachche (1980) | S H Bihari | ||||||
jo raat ko jaldi soye aur subah ko jaldi jage
us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage
jo raat ko jaldi soye aur subah ko jaldi jage
us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage
jo raat ko jaldi soye
lakho ki hai daulat jinki unko nind na aye
meri pyari pyari munni bhukhi hi so jaye
lakho ki hai daulat jinki unko nind na aye
meri pyari pyari munni bhukhi hi so jaye
bahe meri jhula iska sapno ke hai dhage
bahe meri jhula iska sapno ke hai dhage
jo raat ko jaldi soye aur subah ko jaldi jage
us bacche se dur dur duniya ka dukh bhage
jo raat ko jaldi soye
ghar chhuta aur kismat ruthi chhute jo the apne
raste par bhi sokar jisne dekhe mithe sapne
ghar chhuta aur kismat ruthi chhute jo the apne
raste par bhi sokar jisne
dekhe mithe sapne jivan ki har daud me munni
raha wo age age jivan ki har daud me munni
raha wo age age jo raat ko jaldi soye
aur subah ko jaldi jage us bacche se dur dur
duniya ka dukh bhage us bacche se dur dur
duniya ka dukh bhage