Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Mere Pichhe Pichhe Is Tarah Aaoge
|
Alka Yagnik, Mohammed Salamat | Ali Ghani | ||||
Woh Mera Hoga (2001) | |||||||
jo mere pichhe pichhe is tarah tum aaoge
mujhe sataoge rati mein yun bhulaoge
to itna jaan lo chhup jaungi wahan jakar
jahan kabhi bhi mujhe dhundh tum na paoge
kaise janoge tum kaise janoge tum o mere meharbaan
main chhupi hun kahan main chhupi hun kahan
main chhupi hun kahan main chhupi hun kahan
khabar mujhe bhi hain tumko bhi ilm ho shayad
samaan kahi bhi ho parvana dhundh leta hain
wafa ki roshani khud rasta dikhati hain
apne mahbub ko diwana dhundh leta hain
dhundh legi tumhe dhundh legi tumhe ye najar jane jan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
chand taaro se in najaron se
sok phulon ki in kataron se
chand taaro se in najaron se
sok phulon ki in kataron se
puchh lunga main tere ghar ka pata
mahaki mahaki si in baharon mein
jante hain tumhe ye zamen aasmaan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
kaise janoge tum o mere meharbaan
main chhupi hun kahan main chhupi hun kahan
main chhupi hun kahan main chhupi hun kahan
chand taaro se in najaron ko
apne aanchal mein baandh lungi main
chand taaro se in najaron ko
apne aanchal mein baandh lungi main
sok phulon ki in kataron ko
apne ghar ka pata na dungi main
dhundhana tum mujhe phir yahan se wahan
main chhupi hun kahan main chhupi hun kahan
main chhupi hun kahan main chhupi hun kahan
dhundh legi tumhe ye najar jane jan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
tum chhupogi kahan tum chhupogi kahan
kuch bhi kah le tu juban se ae humdam
tere khyalon mein base hain hum hi hum
yun baaton baaton mein ye kya kiya tumne
jo dil mein tha mere kah diya tumne
zamen hain tabse hain aasmaan tabse
ye dil tumhara hi diwana hain tabse
do badan hain magar ek hain apni jaan
tum jahan main wahan main wahan tum jahan