Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Mard Ullu Shakl Ke
|
Chitragupt, Shamshad Begum | S N Tripathi | ||||
Tilottama (1954) | Gopal Singh Nepali | ||||||
ullu akal ke wo akal jhaake raat din
o thokar mile to kar de
chakkar hi kante raat din
jo phul khilte hai unhe
bhawre hi chume raat din
aji bagiya hai apne baap ki
hum kyu na ghume rat din
dunia na tere baap ki na mere baap ki
dunia na tere baap ki na mere baap ki
acha nahi hoga jo hamse
tip tap ki
hamse tip tap ki
bhagwan ne hisab dekha jodi milayi
bhagwan ne hisab dekha jodi milayi
har mard ke liye yaha ek aurat banai
aji ek aurat banai
aurat ko mila rup usne rang jamaya
usne rang jamaya
aur mard ko andar hi andar bandar banaya
dekho ji bandar banaya
dunia na tere baap ki na mere baap ki
par bhawre ke liye bani kaliya gulab ki
dunia na tere baap ki na mere baap ki
acha nahi hoga jo hamse
tip tap ki
hamse tip tap ki
dil tumne diya hamne liya khata kya hua
dil tumne diya hamne liya khata kya hua
tere nain mile mere nain mile khata kya hua
ho ji khata kya hua
khata kya hua mujhse bhi nadani ho gayi