Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Mai Tumse Puchhoon O Dilruba (Usha)
|
Usha Mangeshkar | Hansraj Behl | ||||
Ek Tha Alibaba (1963) | Prem Dhawan | ||||||
jo mai tumse puchhoon o dilruba
mera yaar mujhse milega kab
tere muh se nikle khuda kre
tere muh se nikle khuda kre
isi maah me isi saal me
jo tu meri mane oh jane man
to ye kar dua rhe hum juda jane
ki jo hijr me hai maza sanam
wo mza kha hai misaal
wo mza kha hai misaal
ki jo hijr me hai maza sanam
wo mza kha hai misaal
ki jo hijr me hai maza sanam
teri julf tak jo pahunch saku
to mai zindagi ko sawar lu
to mai zindagi ko sawar lu
zindagi ko sawar lu
teri ek najar jo pde idhar
to mai umar hus ke gujar du
to mai umar hus ke gujar du
jala hu hijr ki raato me hoye
dil ye betab liye hatho me
labo pe aa gaya hai dum sitamgar
khudara mujh pe to itna karam kar
ki jo tujse pucho o dilruba
mera murjhaya dil khilege kab
tere muh se nikle khuda kre
isi maah me isi saal me
isi maah me isi saal me
tere muh se nikle khuda kre
isi maah me isi saal me
na rahegi koi bhi jhustuju
tujhe teri manzil jo mil gayi
tujhe teri manzil jo mil gayi
teri manzil jo mil gayi
kya rahega tu hi bata agar
tere dil se hasrat nikal gayi
tere dil se hasrat nikal gayi
dilo me yuhi khalish rahne do
jigar ko teer ye najar sahne do
yahi hai aasiko ki jindgani
yuhi chalne do ulfat ki kahani
ki jo hijr mai hai mza sanam
wo maza kaha hai misaal me
wo maza kha hai misaal me
ki jo hijr mai hai mza sanam
wo maza kaha hai misaal me
ki jo hijr mai hai mza sanam
tera jalwa jalwa tha tur ka
jo jigar ke tukde hi kar gaye
jo jigar ke tukde hi kar gaye
jo jigar ke tukde hi kar gaye
thi najar ki garmi ya aag thi
ki pukara dil
haye mar gya
jinhe payar hota hai meharba
wo to karte koi gila nahi
wo to karte koi gila nahi
karte koi gila nahi
ki ye ishq zinda tumi se hai
jinhe yaar apna mila nahi
jinhe yaar apna mila nahi
kaha tak aajmate jaoge tum
jaha tak dil tumhra takana ho
kaha tak dil jalate jaoge tum
jaha tak jalne wala khak na ho
le dil ko chak kar de
le mujhko khak kar de
magar ek baat kah kar
jigar pe hath dhar de
ki jo tumse puchhoon o dilruba
mera yaar mujhse milega kab
mere muh se nikle khuda kre
mere muh se nikle khuda kre
isi maah me isi saal me
isi maah me isi saal me
isi maah me isi saal me