Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Mai Tumse Puchhoon O Dilruba
|
Mahendra Kapoor, Shamshad Begum | Hansraj Behl | ||||
Ek Tha Alibaba (1963) | Prem Dhawan | ||||||
jo mai tujhse puchhoga o dilruba
mera yaar mujhse milega kab
tere munh se nikle khuda kare
isi maha me isi saal me
isi maha me isi saal me
tere munh se nikle khuda kare
jo tu meri mane o janeman to
ye kr rahe hum dua sanam ki
jo hijri me hai maza sanam
wo maza kaha hai vishal me
teri julfo tak jo pauch saku
to me zindagi ko sawarlu
teri ek nazer pade idhr
to umr hans ke guzaarlu
jala hu hiz ki mai raato me
dile betab liye hatho me
labo pe aa gaya dum sitmbr
khudara to tu mujhpar itna krm kr
jo mai puchhoga o dilruba
mera dil ka chaman khilega kab
tere muh se nikle khuda kare
isi maha me isi saal me
na rahegi koi bhi justju
tujhe teri manzil jo mil gai
kya rahega tu bata agar
tere dil se hasrat nikal gai
dilo me yuhi khalish rahne de
jikr ko teere nazer sahene de
jo hijri me hai maza sanam
wo maza kaha hai vishal me
tera jalwa jalwa khatur tha
jo jigar ke tukde nikhar gaye
thi nazer ki garmi ya aag thi
ki pukara dil haaye mr gaya
jihe pyar hota hai mehrba
wo to karte koi gila nahi
ki ye ishq zinda unhi se hai
jihe yaar apna mila nahi
kaha tak aazmate jaoge tum
jaha tak dil tumhara chak na ho
kaha tak ja jalate jaoge tum
jaha tak jalne wala khatm na ho
jo mai tujhse puchhoga o dilruba
mera yaar mujhse milega kab
tere munh se nikle khuda kare
isi maha me isi saal me