Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Maangaa Thaa Kaab Men, Shukriyaa Teraa Shukriyaa
|
Anuradha Sriram, S P Balasubramaniam | A R Rahman | Anil Kapoor, Jackie Shroff, Pooja Bhatt | |||
Kabhi Na Kabhi (1998) | Javed Akhtar | ||||||
jo manga tha khwab me sach much vo mil gaya
virane me phul jaane kese khil gaya
mitai tune duri hai to itna zaruri hai
kahu tujhse mai janam
shukriya tera shukriya cha cha chaa
aaj tune jo kiya cha cha chaa
shukriya tera shukriya mere humdam
jo maanga tha khwab me sach much vo mil gaya
virane me phul jaane kese khil gaya
mitai tune duri hai to itana zaruri hai
kahun tujhse mai jaanam
ji raha tha jaane kab se mai adhere me
ho ji raha tha jaane kab se mai adhere me
zindagi thi meri jese gam ke ghere me
ab kahan koi kami hai muskarati zindagi hai
jagmagate raaste hai roshani hi roshani hai
shukriya shukriya shukriya karati hai
meri dhadkan tera tera
hai ab dil ka ye aalam cha cha chaa cha cha chaa
jo manga tha khaab me sach much vo mil gaya
viraane me phul jaane kaise khil gaya
mitai tune duri hai to itana zaruri hai
kahun tujhse mai jaanam
shukriya tera shukriya aaj tune jo kiyaa
shukriya tera shukriya mere la la la la humdam
shukriya tera shukriya aaj tune jo kiya
shukriya tera shukriya la la la la
kya kahu kesi meri bezabaani thi
ho kya kahu kesi meri bezabaani thi
keh na paaya mere dil me jo kahaani thi
tune keh di vo kahaani sun ke jhumi zidagaani
mil gai raahi ko mazil mil gaya pyaase ko paani
shukriya shukriya shukriya karati hai
meri dhadakan tera tera
tu is dil me hai haradam
jo maanga tha khaab me sach much vo mil gaya
viraane me phul jaane kese khil gaya
mitaai tune duri hai to itana zaruri hai
kahu tujhse mai jaanam
shukriya tera shukriya aaj tune jo kiya
shukriya tera shukriya mere la la la la humdam
shukriya tera shukriya aaj tune jo kiya
shukriya tera shukriya mere la la la la humdam