Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Karna Hai Kar Lo Aaj
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Arun Kumar | James Singh, Khemchand Prakash, Bhola Shreshtha | ||||
Muqaddar (1950) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
jo karna hai to kar lo aaj apna ghar hai apna raaj
ghar ke malik ghar nahi hume kisi ka dar nahi
hoye ghar ka malik ghar nahi hame kisi ka dar nahi
ghar ka malik ghar nahi hame kisi ka dar nahi
bhaji wali ye kali teri gadbad ghotali
le lo le lo le lo bhaji laai hu mharaj
bhaji laai hu mharaj kya hai teri tokariya me
are kya le aai aaj lal lal tamatar laai
hare hare karele haye kalerle
chikani chikani baingan laai
jo chahe le lo bhaji laai hu mharaj
bhaji laai hu mharaj
dekh kukariya baje kukariya prem najariya ho
nach kukariya hile kamariya baje ghunghariya ho
jogi najariya bachana
bachana mera husn hai aitm bum ji
bachke rahna mohe na chhuna main hun bijali ka taar re
lo ja mere ghar se apne prem ki motar kar re
raste se tujhko hataungi hataungi main karke bam bam
sone wale chokidar khabardar hoshiyar
naar aai ae tu albeli naar main to aai hun banke bahar
raba tu ae dena jiya albela fir lage prem ka mela
ye duniya do din ki ho duniya do din ki
ho duniya do din ki duniya char din ki
ho duniya do din ki duniya char din ki
dekhu main laniya ghar hai mera nahi ye kampani baju
dekhu main laniya ghar hai mera nahi ye kampani baju
ghar ke malik chale gye to lagi prem ki aag
lagi prem ki aag
karm humara dekh dekh ke jalati hun kyu bhala
pyar ki handiya humne pakai padne do garm masala
padne do ji garm masala garm pakodi man dala
garm pakodi man dala ghar ke malik ghar nahi
hume kisi ka dar nahi ghar ke malik ghar nahi
hume kisi ka dar nahi