Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Itne Kareeb Hai
|
Lata Mangeshkar | Mayuresh Pai | ||||
Saadgi (Album) (0) | Farhat Shahzad | Ghazals | |||||
jo itne kareeb hain is dil se
jo itne kareeb hain is dil se
wo dur huye to kya hoga
hum unse bichhad kar jeene par
hum unse bichhad kar jeene par
majbur huye to kya hoga
jo itne kareeb hain is dil se
hum unki mohabbat paane ko
har baat ganwara to kar le
hum unki mohabbat paane ko
har baat ganwara to kar le
in baaton se wo aur agar
in baaton se wo aur agar
magoor huye to kya hoga
hum unse bichhad kar jeene par
hum unse bichhad kar jeene par
majbur huye to kya hoga
jo itne kareeb hain is dil se
sheeshe se bhi najuk khaab hain jo
raaton ne sajaye hain lekin
sheeshe se bhi najuk khaab hain jo
raaton ne sajaye hain lekin
ye din ki chattano par girke
ye din ki chattano par girke
job chur huye to kya hoga
hum unse bichhad kar jeene par
hum unse bichhad kar jeene par
majbur huye to kya hoga
jo itne kareeb hain is dil se
duniya jo kahegi tumko bura
humko na lagege ye accha
duniya jo kahegi tumko bura
humko na lagege ye accha
socho ke tumhare hum pe sitam
socho ke tumhare hum pe sitam
mashur huye to kya hoga
hum unse bichhad kar jeene par
hum unse bichhad kar jeene par
majbur huye to kya hoga
jo itne kareeb hain is dil se