Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Dil Ki Baat Hoti Hai Najar
|
Mohammed Rafi | O P Nayyar | ||||
Baaz (1953) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
ghata me chup ke bhi bijli jhalak dikhla hi jati hai
jo dil ki bat samjhe
jo dil ki bat hoti hai najar tak aa hi jati hai
jo dil ki bat hoti hai najar tak aa hi jati hai
najar tak aa hi jati hai najar tak aa hi jati hai
mohabbat ki sada aisi sada hai jisko sunte hi
mohabbat ki sada aisi sada hai
jisko sunte hi bikhar jati hai haye
bikhar jati hai lat chehre pe lali cha hi jati hai
jo dil ki bat hoti hai najar tak aa hi jati hai
najar tak aa hi jati hai najar tak aa hi jati hai
kisi ne sach kaha hai dil ko dil se raht hoti hai
kisi ne sach kaha hai dil ko dil se raht hoti hai
koi kitna bhi haye
koi kitna bhi muh fere najar takra hi jati hai
jo dil ki bat hoti hai najar tak aa hi jati hai
najar tak aa hi jati hai najar tak aa hi jati hai
ye thande mast jhoke or ye bahke hue badal
ye thande mast jhoke or ye bahke hue badal
tabiyat range mausam tabiyat range mausam
dekh kar lahra hi jati hai jo dil ki bat hoti hai najar
tak aa hi jati hai najar tak aa hi jati hai
najar tak aa hi jati hai