Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Dard Banake Zamana Pe
|
Vasant Desai | |||||
Parbat Pe Apna Dera (1944) | Deewan Sharar | ||||||
jo dard ban ke zamane
jo dard ban ke zamane
pe chhaye jaate hai
vo gee tute hue
vo gee tute hue
dil se gaaye jaate hai
bala se dil ki lagi me
bala se dil ki lagi me
sama jal jaye
is aag se kahin
is aag se kahin
daman bachaaye jaate hai
fareb-e-ishq pe
fareb-e-ishq pe, hanste hai jo vo kya jaane
ye dhokhe soch samjh kar
ye dhokhe soch samjh kar
hi khaaye jaate hai
jo dard ban ke zamane
pe chhaye jaate hai
vo gee tute hue
vo gee tute hue
dil se gaaye jaate hai
ye bazm-e-naaz hai
o husn dekhne waale
ye bazm-e-naaz hai
o husn dekhne waale
yaha nazar nahi
dil aajmaaye jaate hai
yaha nazar nahi
dil aajmaaye jaate hai
jo dard ban ke zamane
pe chhaye jaate hai