Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jo Chaman Khizan Se Ujad Gaya
|
Ram Prasad | |||||
Banoo (1949) | Kamil Rashid,, Sagar Nizami | ||||||
jo chamn fiza se ujad gaya main usi chamn ki bhar hun
jo chamn fiza se ujad gaya main usi chamn ki bhar hun
mujhe gam kisi ne diya nhi main khud apne gam ka sikar hun
nhi hai mera koi aasra mujhe aasman ne mita diya
nhi hai mera koi aasra mujhe aasman ne mita diya
mere dil ka phul na khil ska
main khud apne aap main khawab hun
meri subh jo hai wo sham hai
mere lab pe tera hi nam hai
mujhe saber de ae mere khuda
main tere karm pe nishar hun
meri zindagi main khushi nhi
mera is jha main koi nhi
meri zindagi main khushi nhi
mera is jha main koi nhi
jo nazar karo to main lash hun
jo smajh sko to main saar hun
jo chamn