Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jiya Sharmaye Nazar Jhuki Jaaye
|
Asha Bhosle | Ravi | ||||
Dulhan (1958) | S H Bihari | Masti Bhare Geet | |||||
jiya sharmaye nazar jhuki jaye
bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
jiya sharmaye nazar jhuki jaye
bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
suit buit me aisa lage jaise ho koi afsar
suit buit me aisa lage jaise ho koi afsar
bade bade gunvan bhi kate uske aage chakar
jo bhi takar dene aaye khaye usse maat
jo bhi takar dene aaye khaye usse maat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
na mangu mai mahal do mahale na rani ka chhat
ager pati ka pyar mile to chalegi tuti khaat
sita bankar rahugi mai bhi apne ram ke sath
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
bandh ke sehara aaye vo jab mai dulhan ban sharmau
chhoad ke babul ki nagari mai desh piya ke jau
mai desh piya ke jau jag dekhe o dulha aisa aisi ho barat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
jiya sharmaye nazar jhuki jaye
bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat