Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jise Chupke Chupke Padtaa Hu
|
Babul Supriyo | Shyam Surender | ||||
Chahat (1995) | Romantic Songs | ||||||
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
kabhi geet lage kabhi gajal
kabhi geet lage kabhi gajal
aashiq sayar ka khawab hai tu
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
meri aankho me jo sapne
un sapno me tera pyar pale
meri aankho me jo sapne
un sapno me tera pyar pale
teri uthti jhukti palko me
teri uthti jhukti palko me
meri subah chale meri sham dhale
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
teri julfe khule to ye waqt ruke
tu baat kare to phul khile
teri julfe khule to ye waqt ruke
tu baat kare to phul khile
jo rang hai bhige mausam ka
jo rang hai bhige mausam ka
uss rang me dono aaj mile
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
kabhi geet lage kabhi gajal
kabhi geet lage kabhi gajal
aashiq sayar ka khawab hai tu
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu
jise chupke chupke padta hu
vo pyar ki sachi kitab hai tu