Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jis Dware Par Ghar Ki Bahu Rangoli Sajati Hai
|
Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury | ||||
Jeevan Jyoti (1976) | Anand Bakshi | Happy Songs | |||||
jis dware pe ghar ki bahu rangoli sajati hai
us dware ghar ke ander lakshmi aati hai
jis dware pe ghar ki bahu rangoli sajati hai
us dware se ghar ke ander lakshmi aati hai
dhan mile sukh mile dhan mile sukh mile
piya ke prem se gori ka man khile
aa ha ha aa ha ha
jis aagan me ghar ki bahu tulsi lagati hai
us aagan ki mati sundar phul khilati hai
jis dware pe ghar ki bahu rangoli sajati hai
us dware ghar ke ander lakshmi aati hai
subha shyam ghan hyam subha shyam ghanshyam
mori gaayia bihare yaad tero naam
aa ha ha aa ha ha
jis gaayia ko ghar ki bahu tilak lagati hai
vo gaayia ghar ki maa ban kar dhud pilati hai
jis dware par ghar ki bahu rangoli sajati hai
us dware se ghar ke ander lakshmi aati hai
din rain vaha chain din rain vaha chain
jaha tum pe rahe parbhu sab ke nain
jis mandir me ghar ki bahu ye jyot jalati hai
us mandir me jiwan jyoti jag magati hai
jis dware par ghar ki bahu rangoli sajati hai
us dware se ghar ke ander lakshmi aati hai
aa ha ha aa ha ha