Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jinki Tasvir Nigaho Me Liye Phirta Hu
|
Mohammed Rafi | Ganesh | ||||
Husn Aur Ishq (1966) | Noor Devasi | Masti Bhare Geet | |||||
jinki tasvir nigaho me liye phirta hu
jinki tasvir nigaho me liye phirta hu
wo ye kahte hai aawara hai diwana hai
jinki tasvir nigaho me liye phirta hu
wo ye kahte hai aawara hai diwana hai
phulo sa chehara hai sharmili aankhe hai
nashili palke haaye dil ko charti hai
dekh ke bal khayi
ye kali zulfe dekho kaisi li hawaye
zamane ki ye saza hai suno dil lagane ki
jinki tasvir nigaho me liye phirta hu
jinki tasvir nigaho me liye phirta hu
wo ye kahte hai aawara hai diwana hai
dilruba ye hansi chand bhi dal gaya
ye bahe tarse sanso ki garmi se tan
badan jal gaya ye aankhe tarse
dekho lagi dua jinhe pane ki
wo hi bate kare hai jalane ki
jinki tasvir nigaho me liye phirta hu
jinki tasvir nigaho me liye phirta hu
wo ye kahte hai aawara hai diwana hai