Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jindagi Uljhano Se Bhari Hai
|
Antra Chowdhury | Sanjay Choudhry | ||||
Suno Na (2009) | Yogesh | ||||||
jindagi uljhano se bhari hai ajnabi hai safar ki raahein
hamsafar the jo kal tak hamaare pher li hai unhi ne nigaahe

phul sapno ke murjha gaye hai aankhon mein aansuo ki nami hai
meri ummid ki har kiran par dhul ki ab to chaadar jami hai
jindagi uljhano se bhari hai ajnabi hai safar ki raahein
hamsafar the jo kal tak hamaare pher li hai unhi ne nigaahe
dil mera siskiya le raha hai meri saaanson se uthti hai aahein
jindagi uljhno se bhari hai ajnabi hai safar ki raahein
hamsafar the jo kal tak hamaare pher li hai unhi ne nigaahe
jindagi uljhano se bhari hai ajnabi hai safar ki raahein
koyi mujhme jo chupkar hai baitha de raha hai mujhe wo dilaasa
saath hu main tere har kadam par phir
yeh chehre pe kyun hai niraasha

aayenge phir wo khushiyon ke lamhe waqt ki sun le tu yeh sadaaye
jindagi uljhano se bhari hai ajnabi hai safar ki raahein
hamsafar the jo kal tak hamaare pher li hai unhine nigaahe