Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhuthe Ka Muh Kala
|
Mohammed Rafi | Vinod | ||||
Sheikh Chilli (1956) | Pandit Indra | ||||||
dunia walo ke aage jo jara jhuka bemaut mara
are teer top talwar mukabil ho to chalao us tarah
jhuthe ka muh kala sache ka bolbala
jhuthe ka muh kala sache ka bolbala
tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala
tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala
ho betala hai betala are betala
jhuthe ka muh kala sache ka bolbala
tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala
ho betala hai betala are betala
rahe andhera maszid me to mahfil sama ujala
biwi odhe phati odhni channi jaan doshala
rahe andhera maszid me to mahfil sama ujala
biwi odhe phati odhni channi jan doshala
channi jaan doshala channi jaan doshala
channi jaan doshala channi jaan doshala
are aage aage dekh hota hai kya
jhuthe ka muh kala sache ka bolbala
tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala
jhuthe ka muh kala
jaam anguri ameer peeta jaam anguri ameer peeta
garib aankh ka pani garib aankh ka pani
khuda ka banda gam khata
khuda ka banda gam khata shaitan murg biryani
par aage aage dekhna hota hai kya are hota hai
jhuthe ka muh kala sache ka bolbala
tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala
jhuthe ka muh kala
aalim nahi juban hilate jalim chhuri chalate
aashik phirte maare maare ullu maje udate