Lyrics of Jhutha Kahee Ka Mujhe Aisa Mila - झूठा कहीं का मुझे ऐसा मिला
jhutha kahi ka mujhe aisa mila, jise hai meri vafao se gila

ruthe tu jab bhi tabhi teri kasam jan jaye
koyi samjhaye ise abb toh jara man jaye

dekhe agar tu pyar se mujhko
hanske mai de, dungi piya jan bhi tujhko

ho honto pe ghadi ghadi teraa hi bas nam aaye
koyi samjhaye ise abb toh jara man jaye
jhutha kahi ka mujhe aisa mila, jise hai meri vafao se gila
jhutha kahi ka mujhe aisa mila, jise hai meri vafao se gila
roj lage na prit ke mele
aaj to bedardi mujhe baaho me le le
roj lage na prit ke mele
aaj to bedardi mujhe baaho me le le
ho dekho nimorhi bina baat ke hi hi ruth jaye
koi samjhaye ise ab to jara maan jaye