Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhumri Talaiya Se Pahuchi
|
Mohnish Behl | |||||
Hitler (1998) | Masti Bhare Geet | ||||||
ae ae come on come on
everybody sing and enjoy
aauch aagaya re
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yaar itne saal mein
saal mein saal mein saal mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
are gore gore gal gal pe
kala kala til haye
shayar pe likhe shayari
aashiq dede dil are waah
in aankho ki neende leke are waah re
in aankho ki neende leke
mera chain chura ke
na jaane wo katil mera
kaha chhupa hai jaake
main to dubi rehti hu
uske khayal mein
main to dubi rehti hu
uske khayal mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yara itne saal mein
saal mein haye saal mein saal mein
are jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
o meri jaan ka dushman ban gaya
mera yeh joban
koi na suljhaye aake
meri yeh uljhan
uske pyar mein pagal hoke
uske pyar mein pagal hoke
ban gayi main deewani
aise hi na dhal jaaye
meri bharpur jawani
pana hai pana use
to har haal mein
are pana hai pana use
to har haal mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yaro itne saal mein
saal mein haye saal mein saal mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein