Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhum Le Ghum Le
|
Subhash Ghai, Laxmikant Kudalkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Meri Jung (1985) | Anand Bakshi | ||||||
are duniya hai ek latifa sunta ja aur hasta ja
jeene ka sikh tarika sahiba aur
peene ka sikh tarika sahiba jhum jhum jhum jhum
jhum le ghum le jhum le ghum le
jhum le ghum le jhum le ghum le
peene ki rut aayi re jeene ki rut aayi re
peene ki rut aayi re jeene ki rut aayi re
jhum le ghum le jhum le ghum le jhum
jhum le ghum le jhum le ghum le
peene ki rut aayi re jeene ki rut aayi re
ae saara tamasha main dekh raha hu
daru me dhut sab dekh riya hu
baho me bahe dekh riya hu
aankho mein aankhe dekh riya hu
hotho ko jaam bana le
bottle ko munh se laga le
jee bhar ke shor macha le
bottle ko sar pe utha le
duniya mein naam kar koi aisa kaam kar
ke dekhte reh jaaye bas dekhne wale
jhum le ghum le jhum le ghum le
peene ki rut aayi re jeene ki rut aayi re
peene ki rut aayi re jeene ki rut aayi re
duniya hai ek latifa sunta ja aur hasta ja
jeene ka sikh tarika peene ka sikh tarika
dharti aasman mein kho jaa is jahan mein
ke dhundte reh jaaye bas dhundne wale
jhum le ghum le jhum le ghum le
peene ki rut aayi re jeene ki rut aayi re
peene ki rut aayi re jeene ki rut aayi re
pehla jaam uske naam dusra jaam iske naam
teesra jaam tere naam chautha jaam kaam tamaam
jhum le ghum le jhum le ghum le
jhum le ghum le jhum le ghum le