The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Jhula Banhon Ka Aaj Bhii Do Na Mujhe
0
Srinivas, Sadhana Sargam A R Rahman Jyothika
Doli Saja Ke Rakhna (1998) Mehboob Masti Bhare Geet
Lyrics of Jhula Banhon Ka Aaj Bhii Do Na Mujhe - झूला बाँहों का आज भी दो ना मुझे

jhula baho ka aaj bhi do na mujhe
jhula baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god me uthao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti mai, aaj bhi maan lo zid meri
jhula baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god me uthao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti mai, aaj bhi maan lo zid meri
jhula jhula jhula jhula
tu khushi tu qarar tu bahar hai
dam se tere hi to ghar pe nikhar hai
tu khushi tu qarar tu bahar hai
dam se tere hi to ghar pe nikhar hai

mai shor sharaba dhum karungi thumak-thumak nachugi
chanchal koyal ke jaise mai to chahak-chahak jaungi
sare rang dhanak ke mai chura lungi
ho sare rang dhanak ke mai chura lungi
ho tare falak ke tod laungi
chhup-chhup meri hansi na udana
jhula banho ka aaj bhi, jhula jhula jhula jhula
jhula baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god me uthao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti mai, aaj bhi maan lo zid meri
jhula baho ka aaj bhi do na mujhe
tu khushi tu qarar tu bahar hai
dam se tere hi to ghar pe nikhar hai

ik nahi do nahi tin hai bhai, tino jaise mere sipahi
meri shararat meri tabahi bacha le khuda
lekin inka gussa aisa gadgad garaje badal jaisa
phir barsaye pyar bhi vaisa o mere khuda
moti hu mai in aankho ka phul hu inke baag ka
jhula baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god me uthao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti mai, aaj bhi maan lo zid meri
jhula jhula jhula jhula
jhula baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god me uthaao na aaj mujhe
tu khushi tu qarar tu bahar hai
dam se tere hi to ghar pe nikhar hai
tu khushi tu qarar tu bahar hai
dam se tere hi to ghar pe nikhar hai