Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhoomti Ghata
|
Mohammad Salamat | |||||
Shakti (1982) | |||||||
jhoomti ghata mein oh jhoomti ghata mein
chaand dekho chup gaya haaye maare sharam ke
jhoomti ghata mein chaand dekho chup gaya haaye maare sharam ke
pa hi na saka husn tere jaise kabhi woh kasam se kasam se
jhoomti ghata mein chaand dekho chup gaya
aasman pe thodi der koyi apna rang dekhaati woh dhanak hai
aasman pe thodi der koyi apna rang dekhaati woh dhanak hai
usko shayad aisa hi lage hai saare rango pe rango ki
saare rango pe uska hak hai
tujhpe jab pade nazar woh chhup hi jaati hai
tujhpe jab pade nazar woh chhup hi jaati hai
haaye maare sharam ke haaye maare sharam ke
pa hi na saki rang tere jaise kabhi woh kasam se kasam se
jhoomti ghata mein chaand dekho chup gaya
shor yun machati hai yeh lehren josh yun dekhta hai samundar
shor yun machati hai yeh lehren josh yun dekhta hai samundar
ousko yun lage hai gaehrahi jaise chupi hai haan chuphi hai
jaise chuppi hai bas uske andhar
jab teri nazar pade woh tham hi jaata hai
jab teri nazer pade woh thm hi jaata hai
maare sharam ke haaye maare sharam ke
pa hi na saka gehrahi teri aankhon ki woh kasam se kasam se
jhoomti ghata mein chaand dekho chup gaya haaye maare sharam ke
pa hi na saki rang tere jaise kabhi woh kasam se kasam se
kasam se kasam se