Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhoom Rahi Hai Mastiya Pyar
|
Purushottam | |||||
Bhool (1948) | Firoz Jalandhari | ||||||
jhum rahi hai jhum rahi hai mastiya
jhum rahi hai mastiya pyar se muskuraye ja
ho pyar se muskuraye ja
ho pyar se muskuraye ja
dil mein mere dil mein mere samaye ja
duniya meri basaye ja
ho duniya meri basaye ja
jindgi hai mast koyal ki kuk hai
mast koyal ki kuk hai
hriday mein uske sukh hai
ban ke pavan bahar ki
man ka kamal khilaye ja
man ka kamal khilaye ja jindgi hai
baag bhi hai baag bhi hai
ghata bhi hai dil bhi haidilruba
mast pavan hawa bhi hai
mast hoke banaye ja
mast hoke banaye ja jindgi hai
jindgi hai mastiya
phulo pe khumar kyo kaliyo pe nikhar kyo
kaliyo pe nikhar kyo
nanhe se dil ko kya khabar
nanhe se dil ko kya khabar
kuch to mujhe bataye ja
ha kuch to mujhe bataye ja jindgi hai
koyal rahi hai kuk kyo
koyal rahi hai kuk kyo
uske hai man mein huk kyo
uske hai man mein huk kyo
soch rahi hu kab se main
man ka bharm mitaye ja
man ka bharm mitaye ja
gunj rahi hai mastiya
pyar se muskuraye ja
ho pyar se muskuraye ja
gunj rahi hai mastiya